Ek baar Ganesh ji ne socha ki main duniya ka pehla likhne wala banunga. Tabhi unhone Ved Vyas ji ke saath Mahabharat likhna shuru kiya. Shart yeh thi — bina ruke likhna hoga. Ganesh ji ne poora Mahabharat ek saans me likh diya. Isiliye unhe gyaan ka devta bhi kaha jaata hai." 🙏 Om Gan Ganapataye Namah See more